Monday, November 24, 2014

Beemaar papuu

Santa train me ek seat par akela
leta tha
.
Ek aadmi aaya aur bola:- bhai thoda side me ho jaiye mujhe bhi baithna hai
.
Santa:- tujhe pata hai mai kaun hu..??
.
Aadmi darr k dusri jagah baith gaya
.
phir ek pahalwan aaya aur bola:- side me ho ja chotu mujhe baithna hai
.
Santa:- abe oye tujhe pata hai mai kaun hu
.


Pahalwan ne santa ki gardan
pakad k utha liya aur bola:- haan bol tu kaun hai.....??
.
.
.
.
Santa:- ji mai "Bimaar" hu..2 din se tezz bukhar hai.

No comments:

Post a Comment